Tuesday, 8 October 2019




Namskar!aap sabhi ka swagat hai mere is blog me. Aaj Mai ek nya kam suru karne ja rhi hu. Ummid hai isse jarurat mando ko  labh Milega.aajke is vyast Jivan me ham sabhi kisi na kisi samasya ka samna karte rahte hai.parantu vyastata me ham kisi ko salah Nhi de pate ya madad nhi kar Pate.ham sabke bich hote huye b bahut akele ho gye hai.in paristhitiyo me yadi hamare sath koi aisi ghatna ghatit Ho jaye jisme kanuni salah ki aawasyakta ho jaye to kisase Midad li jaye.logo ki isi aawasyakta ko dekhte huye mai apna yah blog likh rhi hu jisme Mai samay samay par kanuni aur vyavharik jankari bhi deti rahungi.ummid hai mere is blog se logo ko sahayta milegi.dhanyawad.

No comments:

Post a Comment

Jagrukta badhaye:-         aaj ke samay me nabalik bachcho ke sath hone wali laingik apradh ka pratishat din pratidin badhata ja rha hai.a...